Copyright (c) 2007 Puneet Joshi
Aeya Aeya
He ya he ya saath gaao
Hulchul kaisi dil ko samhaalo
He ya he ya zindagi hai, Aao …
Aao raat yeh hai keh rahi
He ya he ya saath gaao
Hulchul kaisi dil ko samhaalo
He ya he ya zindagi hai, Aao …
Aao raat yeh hai keh rahi
Dekho yoon chhodke tum
Jaaoge kahan sanam
Raahen hongeen sooni sooni
Din veerane raaten gumsum
Dekho yoon chhodke tum
Jaaoge kahan sanam
Raahen hongeen sooni sooni
Din veerane raaten gumsum
He ya he ya saath gaao
Hulchul kaisi dil ko samhaalo
He ya he ya zindagi hai, Aao …
Aao raat yeh hai keh rahi
Hoothon pe hain taraane
Chahen humto deewane
Zulfon key yeh kale baadal
Lehra ke phir tumhen bulayen
He ya he ya saath gaao
Hulchul kaisi dil ko samhaalo
He ya he ya zindagi hai, Aao …
Aao raat yeh hai keh rahi
He ya he ya saath gaao
Hulchul kaisi dil ko samhaalo
He ya he ya zindagi hai
Aao raat yeh hai keh rahi